Chalay.. Chalay thay saath saath Rukay.. Rukay thay saath saath Kitna haseen tha apnsa safar Saaray jahan ki khushian theen saath Bichar gayay hum dukh ki hay baat Mairi zindagi Mairay saath nahin Chalay.. Chalay thay saath saath Rukay.. Rukay thay saath saath Kaisay na karta usko main pyar Uski haseen main sukh thay hazaar Bichar gayay hum dukh ki hay baat Mairi zindagi Mairay saath nahin Kia socha hua kia Dooor ho kay mila kia Main nay uss kay dil ko tora Kia? Ya phir uss nay mujh ko chora Kia? Bandhan tha yeh tora kia? Baat mairi sunn lay woh Kaash daikhay mujhay woh Sochon main yon khoya hon main Jaga hon ya soya hon main? Jaanay kitna roya hon main! Chalay.. Chalay thay saath saath Rukay.. Rukay thay saath saath Chalay..
Junoon Chaley Thay Saath lyrics are made available to you by Lyrics Bang. We have a license to display Junoon Chaley Thay Saath lyrics. If you find any inaccuracies in Junoon Chaley Thay Saath lyrics please contact us. Copyright 2007-2011 Lyrics Bang.